Namaskar Dosto Swagat he aapko Hamare post mein, aur aaj ke is post Mein Ham baat karenge ki wapkiz ke text ka colour kaise change kare te hay.To aap Agar wapkiz website Mein Koi Bhi text ka colour change karna chahte hain to is post ko padhiye aap ko pata chal Jaega Kis Tarah Se wapkiz website mein text ka colour ko change Karte Hain.
- wapkiz ke text ka colour kaise change kare
Doston Ham Jab wapkiz Mein Text type Karte Hain to normal Sa test Hota Hai ( Your Text ), aur jab Ham use text ko colour karna chahte hain to uske liye coding Hota Hai ( <span style="color: Color Code;"> Your Text </span> ) . Kuchh is Prakar code Hota Hai, Your Text ki jagah per aapko apna text jo bhi type karna chahte ho vah type karna hoga. Aur Color Code ki jagah aap text ka jo bhi colour Rakhna Chahte Hain vah colour code type kar sakte hain ya fir colour ka naam type kar sakte hain ( <span style="color: #FF00BF;"> Latest Update </span> ) Or ( <span style="color: green;"> Latest Update </span> ).
-------------
To Asha karta hun aapko samajh mein a Gaya hoga ki wapkiz ke text ka colour kaise change kare te hay. yea post aapko kaisa laga comment per Jarur batana, aapke man mein koi doubt hai o Bhi Bata dena, main koshish Karunga aapki is doubt ko agale post Mein clear karne ki. Aaj Bus Itna hi, aur han aap Agar abhi tak Hamare social media per Hamen follow nahi kiya hai to follow kar sakte hain....