Kya aap apne Bank ka swift code ढूंढ रहे हैं ? यदि हाँ, To aap Sahi Jagah per Aaye Hain.main aapko bataunga ki aap Kis Tarah Se Koi bhi Bank ka swift code online Kaise Pata Kare pure ditels mein.
- Koi bhi bank ka swift code online kaise Pata Kare ?
Sabse pahle aapko Jana Hoga ifscswiftcodes.com website mein, Yahan se aap apne Bank ka swift code ko find kar sakte hain.
1. stap
ifscswiftcodes.com website ko open karte he sabse upar aapko ek menu bar dikhega use menu bar main aapko Swift code dikhega, Swift code ko select karna hoga.
2. stap
Swift code ko select karte he apke Samne Country select Karne ka option aaega, aapko apna Country select kar lena hai.
Country select karne ke bad Bank ka naam select karna hoga, Jis Bank ka swift code ap pata karna chahte hain Usi Bank ka naam aapko select karna hoga.
Select Bank name |
4. stap
Bank ka naam select Karti he page reload hoga, page reload Ho Jaane ke bad aap ko state select karna hoga.Agar aapke state ka naam Yaha per nahi hai to aap apne Bank mein call Karke poochh sakte hain kaun se state mein aapka Bank ka swift code padta hai
state select Karte he page reload hoga, page reload ho Jaane ke bad aapko Yahan per Apna City ka naam select karna hoga.Apka City ka naam yahan per Nahin Hai to aap apne Bank mai call Karke pata kar sakte hain aapka Bank ka swift code kaun se city mein padta hai. Main aapko bata dun Swift code Sabhi Bank ka Nahin Hota Hai, sirf main Bank ka Swift code Hota Hai.
select city name |
6. stap
City ka naam select karte hain fir se page reload hoga, page reload Ho Jaane ke bad Yahan per aapko Apne Bank ka branch name select karna hoga.Aur Yahan per Agar aapka bank ka branch name Nahin Hai to aap apne Bank mein call Karke pata kar sakte hain aapke Bank ka swift code kaun se Branch mein padta hai.
select branch name |
Upar ke sabhi step ko aap Agar Sahi tarike se follow Kiya to aapko Apne Bank ke Swift code kya hai pata chal jayega.